Pichhle kuchh samay se online Garhwali sikhane ka prayas kar raha hun. kafi logon ke mere pass comment aate Hain ki Garhwali mein birthday wish kaise karte hain? isiliye maine yah post likhi hai iske baad nishchit roop se aapke sawal ka jawab aapko mil jaega. aap bhi Garhwali mein birthday janmdin ki shubhkamnaen Apne doston ko Apne Priya jano ko bhej sakenge.
1. जनमबार की भौत भौत बधे, सुभकानना।
Janambar ki bhot bhot badhe, shubhkamna.
2. नाम, रिश्ता जन्मबार की भौत भौत बधे, सुभकमना।
Name, relation janambaar ki bhot bhot badhe, subhkamna.
Example:
विकास, भैजी जन्मबार की भौत भौत बधे, सुभकामना।
Vikas bheji janambaar ki bhot bhot badhe, subhkamna.
3. आदरणीय बड़ा भेजी, सेवा-सौंली सादर प्रणाम, जनमबार की भौत भौत बधे, सुभकामना।
Aadarneey bada bheji, sewa-sonli saadar pranam, janambaar ki bhot bhot badhe, subhkamna.
इसी के साथ आप इन लाइन को भी आगे लिख सकते हो।
You can add these line after above written lines...
• आप स्वस्थ रोन मस्त रोन, य हम कामना करदा।
• aap swasth ron, mast ron ,ya ham kaamna karda.
• भगवान बद्रीविशाल , बाबा केदार आपते स्वस्थ अर दिर्घायु रख्या।
• Bhagwan badrivishal, baba kedar aapte swasth ar dirghayu rakhya.
Mujhe Puri ummid hai ab aapko bhi Garhwali bhasha mein janmdin ki badhai kaise dete hain yah samajh aa gaya hoga.... to aap bhi ab se koshish kijiye ki jab bhi kisi ka janmdin aap wish kar rahe ho social media mein to Garhwali mein bhi jarur wish karen.
Query:
Happy birthday in Garhwali language
How to wish birthday in garhwali language
Garhwali me janamdin ki shubhkamnaye
0 Comments